Jiyein Kyun Lyrics From Dum Maro Dum
Jiyein Kyun Lyrics from DUM MARO DUM
Film : DUM MARO DUM
Cast : Abhishek Bachchan, Bhipasha Basu, Rana Daggubati, Prateik Babbar
Director : Rohan Sippy
Music Director : Pritam Chakraborty
Song : Jiyein Kyun Lyrics
Singer : Papon
Lyricist : Jaideep Sahni
Write your Song Review by leaving a comment below.
Naa Aaye Ho, Naa Aaoge, Naa Phone Pe Bulaoge
Naa Shaam Ki Karaari Chai, Labhon Se Yun Pilaoge
Naa Aaye Ho, Naa Aaoge, Naa Din Dhale Sataoge
Naa Raat Ki Naashili Bye Se Neendh Mein Jagaoge
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Yeh Raat Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Saath Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Hum Tham Gaye Har Baat Baaki Hai
Gaye Kyun Toh Jiyein Kyun
Naa Aaye Ho, Naa Aaoge, Naa Dooriyaan Dhikhaoge
Naa Thaam Ke Woh Josh Mein Yun Hosh Se Udaoge
Naa Aaye Ho, Naa Aaoge, Naa Jhoot Se SuNaaoge
Naa Rooth Ke Sihane Mein, Remote Ko Chupaoge
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Yeh Raat Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Saath Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Hum Tham Gaye Har Baat Baaki Hai
Gaye Kyun Toh Jiyein Kyun
Aankh Bhi Tham Gayi, Naa Thaki
Raat Bhi Naa Bhati, Naa Kati
Raat Bhi Cherti Marrti
Neendh Bhi Lutt Gayi, Chiin Gayi
Raat Bhi Naa Sahi, Naa Rahi
Raat Bhi Laazmi, Zaalmi
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Yeh Raat Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Ho Kyun, Saath Baaki Hai
Gaye Tum Gaye Hum Tham Gaye Har Baat Baaki Hai
Gaye Kyun Toh Jiyein Kyun
Gaye Kyun Toh Jiyein Kyun
Naa Aaye Ho, Naa Aaoge, Naa Phone Pe Bulaoge
Naa Shaam Ki Karaari Chai, Labhon Se Yun Churaoge
BOLLYWOOD NEWS YOU MAY LIKE :
Bollywood Search :-
- naa aaye ho na aaoge lyrics
- naa aaye ho na aaoge
- jiyein kun tum maaro dum lyrics
- lyrics of naa aaye ho na aaoge
- naa aaye the na aaoge song download
- naa aaye ho na aaoge song lyrics
- download lyrics of dum maro dum
- Na aae ho na aao ge dum maro dum movie song lirix
- jiyein kyun dubstep song dum maro dum movies
- naa aye ho na awoge song chords

awesome song…
Yeah its a superb song, now it is coning first into list of my favorite songs.
I LOVE DIZ SONG. . .
AWESOME SONG. . .
LOVELY SONG
very soulful…reminds me my mate.
luv dis song !!!
just ossumm…heart touching….made me cry..
lovable song
dedicated to my shonaaa jaan mrs.pandey