Saat Khoon Maaf Songs | Awaara Lyrics From Saat Khoon Maaf
Saat Khoon Maaf Songs | Awaara Lyrics from Saat Khoon Maaf
Film : Saat Khoon Maaf
Cast : Priyanka Chopra, Neil Nitin Mukesh, John Abraham, Irrfan Khan, Aleksandr Dyachenko, Annu Kapoor, Naseeruddin Shah, Vivaan Shah
Director : Vishal Bhardwaj
Music Director : Vishal Bhardwaj
Song : Awaara Lyrics
Singer : Master Saleem
Lyricist : Gulzar
Awaara Awaara
Awaara Awaara Awaara
Awaara Awaara
Awaara Awaara Awaara
Hawaa Pe Rakhe Sookhe Patte, Awaara
BollywoodHindiMovie.Net
Hawaa Pe Rakhe Sookhe Patte, Awaara
Paon Zameen Pe Lagte Hi Udh Lete Hain Dobara
Awaara Awaara Awaara
Na Shaakh Jude, Na Jadh Pakde
Na Shaakh Jude, Na Jadh Pakde
Mausam Mausam Banjara
Awaara Awaara Awaara
Awaara Awaara Awaara
Jhonka Jhonka Yeh Hawaa
Hoo Jhonka Jhonka Yeh Hawaa
Roz Udaaye Re
Jaaki Daar Gayi Woh Toh Beet Gaya
Jaaki Maati Gayi Waka Meet Gaya
Koi Na Bulaaye Re
Rut Rang Liye Aayi Bhi Gayi
Muthiyan Na Khuli Berang Rahi
Sookha Patta Banjara
Awaara Awaara Awaara
Awaara Awaara Awaara
Haule Haule Yeh Hawaa
Haule Haule Yeh Hawaa
Khel Khilaaye Re
Khole Dhoop Kabhi, Ghole Chhaon Kabhi
Kabhi Pankh Bane, Bane Paon Kabhi
Dhool Dikhaaye Re
Koi Thaa Na Mili Na Hawaa Na Zameen
Na Umeed Ugi Na Dilaasa Kahin
Udta Jaaye Bechara
Awaara Awaara Awaara …
BOLLYWOOD NEWS YOU MAY LIKE :
Bollywood Search :-
- awara darling lyrics
- priyanka chopra in darling song
